Close sidebar

tell me the exam pattern for cbse class 10

can anyone tell me about exam pattern for cbse class 10 in detail

  • Sameer
  • 2986 दृश्य
  • 1 उत्तर
1 उत्तर
  • strongEXAM PATTERN/strongbr /CBSE 10th Exam me mainly jo subjects hote hain wo hain – Science, Mathematics, Social Science, English Commutative, English Language and Literature, Aur Hindi.br /Iske alawa aap Computer Science ya fir languages me se ek elective subject choose kar sakte haibr /CBSE Exam ke naye pattern ke hisab se ab har subjects me 25% marks internal assesment ke honge iska matlab ab se CBSE sirf 80 marks ke paper conduct karega.br /Isi ke saath hi ek aur achhi khabar ye hai ki CBSE ne 25% multiple choice questions ko exam paper me shamil kiya hai.  br /Saath hi saath CBSE ne is saal 33% internal choice questions add kiye hai, jiska matlab hai students ke paas questions choose karne ke kaafi options honge.br /To watch our youtube video:a rel='nofollow' href="https://www.youtube.com/watch?v=YMqzspnXDPs"https://www.youtube.com/watch?v=YMqzspnXDPs/a


मॉक परीक्षण अभ्यास के लिए
class 10